Jal - Morey Piya Şarkı Sözleri

Din wohi raatein wohi, par main woh na raha,
Tanha in shaamon mein koi bhi apna na tha,
Chanda aur taarein bhi bolein ke yeh kya hua
Haan..main wohi tum wohi sama yeh woh na raha
Morey piya
Tu na samjha
Main is duniya ... ka na tha...aaa


Khoya din khoyi raaton mein dhoondun main kya
Auron se shikva par apnon ne bhi kya kiya
Nahi is duniya mein koi jo apna laga
zamaane ki dhoop ne hi mujhko ruswa kiya
Morey piya
Tu na samjha
Main is duniya ... ka na tha...aaa


Rishtey sabhi
ban jaate hai
Tootne ke liye...ik lamha...


Morey...Morey Piya
Kaise...Kaise Jiya


Rishtey sabhi
ban jaate hai
Tootne ke liye...ik lamha...


Morey morey piya
Kaise kaise jiya
Bu şarkı sözü 503 kere okundu.