KAILASH KHER - Saiyaan Şarkı Sözleri

Heere moti main na chahoon
Main to chahoon, Sangam tera,
Mai to teri saiyaan, tu hai mera,
Saiyaan, saiyaanaaaaaaaaaan
Tu jo choole pyaar se, araam se mar jaaun
Aaja chanda baaho mein tujhmein hi ghum hoi jaaun mai,
Tere naam mein kho jaaun,
Saiyaan, saiyaaaaaaaaaaaaan.

Mera dil khushi se jhoome gaaye raatein.
Pal pal mujhe doobayein jaatein jaatein,
Tujhe jeet jeet haaron, yeh pran-pran waaru,
Haye aise mainniharu, teri aarti utaaru.
Tere naam se jude hai saare naate,
Saiyaan, saiyannnnn..
Banke maala prem ki, tere tan pe jhar jhar jaayoon
Baithun naiyan preet ki sansaar se har jayoon main,
Tere pyaar se tar jaayoon
Saiyaan, Saiyannnnn

Yeh naram-naram nasha hai badhta jaaye.
Koi pyaar se ghunghatiya deta uthaye,
Ab baawara hua mann,
Jag ho gaya hai roshan,
yeh nayi-nayi suhagan,
ho gayi hai teri jogan,
koi prem ki pujaran mandir sajaye.
Saiyaaan, Saiyaaaaaaaan (2)
Heere moti mai na chahu mai to chahu sangam tera,
mai na jaanu, tu hi jaane mai to teri, tu hai mera...(2)
mai to teri......
tu hai meraaa.....
Bu şarkı sözü 5066 kere okundu.