Arijit Singh - Lambiyaan Si Judaiyaan (From "Raabta") Тексты

Sajda tera kar na sakoon
Toh bandagi kya bandagi
Tere bina jeena pade
Toh zindagi kya zindagi
Kya rang laaya Dil ka lagaana
Kya rang laaya Dil ka lagaana

Goonje hawaa mein
Bichhde dilaan diyaan duhaiyaan
Vey badi lambiyaan se judaiyaan
Tere nishaan yaadon mein hain
Tu kyun nahi taqdeer mein
Nadaan dil hai dhoondta
Qurbat teri tasveer mein

Mumkin nahin hai tujhko bhulaana
Mumkin nahin hai tujhko bhulaana
Dekhe Khudaya do aashiqaan diyaan tabahiyan
Vey badi lambiyaan se judaiyaan
(Ali Ali Ali... Ali Maula...)

Naraaz ho chaahe Khuda
Duniya bhale raqeeb ho
Uff na karun hothon se main
Bas tu agar qareeb ho
Badi lambiyan se judaiyan
Judaiyaan.
Этот текст прочитали 949 раз.