Arijit Singh - Binte Dil Şarkı Sözleri

Binte dil misreya mein
Binte dil misreya mein
Binte dil misreya mein
Binte dil misreya mein
Pesh hai kul shabab khidmat aali janaab
Pesh hai kul shabab khidmat aali janaab
Aatish qadah adaon se
Aatish qadah adaon se
Jal uthega aapke
Deeda-e-tar ka hijaab
Binte dil misreya mein
Binte dil misreya mein

Mehqash labon pe aane lagi hai pyasi qurbatein
Hairatzada thikana lagi hai saari furkatein
Mehqash labon pe aane lagi hai pyasi qurbatein
Hairatzada thikana lagi hai saari furkatein

Kaarizon pe mere likh zara
Rifwatein chahaton ka silah

Binte dil misreya mein
Binte dil misreya mein
Pesh hai kul shabab khidmat aali janaab
Pesh hai kul shabab khidmat aali janaab
Aatish qadah adaon se
Aatish qadah adaon se
Jal uthega aapke
Deeda-e-tar ka hijaab

Binte dil misreya mein
Binte dil misreya mein
Binte dil misreya mein
Binte dil misreya mein
Bu şarkı sözü 1069 kere okundu.