Arijit Singh - O Saathi (From "Shab") Şarkı Sözleri

Kis tarah main bataun
Ki adhura main hun
Yeh yakeen dila
Bana tere liye hi main hun

Ab yahi hai meri khwaahish
Is pal ko to main jiyoon

Tu is jagah hai khada
Phir bhi hai door tu haan
Kuchh na raha darmiyaan
Phir kyon dil keh raha

O saathi, o saathi
Itna to bas karde
Ek aakhiri dafaa sahi
Baahon mein tu bhar le
Bu şarkı sözü 231 kere okundu.