Babbu Maan - Dard Şarkı Sözleri

Dard itna ke hisaab nahi
Dard itna ke hisaab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koyi jawab nahi
Dard itna ke hisaab nahi

Woh mila kal ussi raah par phir
Woh mila kal ussi raah par phir
Koyi salaam koyi aadab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koyi jawab nahi
Dard itna ke hisaab nahi

Kya sabak lete lagzishon se hum
Kya sabak lete lagzishon se hum
Ishq hai koyi habaab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koyi jawab nahi
Dard itna ke hisaab nahi

Tu maqaddas tu aqeeada hai
Tu maqaddas tu aqeeada hai
Maana shikk zere itaab nahi
Khud khuda ke paas bhi
Koyi jawab nahi
Dard itna ke hisaab nahi
Bu şarkı sözü 300 kere okundu.