Alka Yagnik - Kisi Din Banoongi Main Lyrics

Kisi din banoongi, main Raja ki Rani

(Udit Narayan Begins)

Zara phir se kehna

Kisi din banoongi, main Raja ki Rani
Zara phir se kehna
Badi dilruba hai ye saari kahani
Zara phir se kehna

Abhi toh miley ho, abhi tum na jaana
Ki dil ban gaya hai, tumhara deewana
Ho. zara phir se kehna

Kisi din banoongi, main Raja ki Rani
Zara phir se kehna

Jhuki jhuki nazar teri, kamaal kar gayi
Uthi jo ek baar sau, sawaal kar gayi
Jhuki jhuki nazar teri, kamaal kar gayi
Uthi jo ek baar sau, sawaal kar gayi

Meri jawan dhadkanon mein teri pyas thi
Laga ye tujhko dekh ke, teri talash thi
Tasveer teri dilbar, main dil mein utaroonga
Uljhe uljhe tere, gesuon ko sawaroonga

Zara phir se kehna
Kisi din banegi, tu Raja ki Rani
Zara phir se kehna
Badi dilruba hai ye saari kahani
Zara phir se kehna

Abhi toh miley ho, abhi tum na jaana
Ki main ban gaya hook, tumhara deewana
Zara phir se kehna

Kisi din banoongi, main Raja ki Rani
Zara phir se kehna

Tu phool hai chaman ka, main kalibahar ki
Mere labon pe likh de daastaan pyar ki
Tu phool hai chaman ka, main kali bahar ki
Mere labon pe likh de daastaan pyar ki

Tu ishq ki zubaan, husn ka bayaan hai
Tu jaan nasheen, jaane jaan tu meri jaan hai
Tareef na kar itni, main hosh gawaa baithoon
Aisa no ho chahat mein, duniya ko bhula baithoon

Zara phir se kehna
Kisi din banoongi, main Raja ki Rani
Zara phir se kehna
Badi dilruba hai ye saari kahani
Zara phir se kehna

Abhi toh miley ho, abhi tum na jaana
Ki dil ban gaya hai, tumhara deewana
Ho. zara phir se kehna

Kisi din banegi, tu Raja ki Rani
Zara phir se kehna
Badi dilruba hai ye saari kahani
Zara phir se kehna
Zara phir se kehna
Zara phir se kehna
This lyrics has been read 483 times.