James - Bheegi Bheegi Şarkı Sözleri

Bheegi bheegi si hain
Raatein bheegi bheegi
Yaadein bheegi bheegi
Baatein bheegi bheegi
Aankhon mein kaisi nami hain

Aah ha ha hah aah haah
Aah ha ha hah aah haah
Aah ha ha

Sapnon ka saya palkon pe aya
Pal mein hasaya
Pal mein rulaaya
Phir bhi yeh kaisi kami hain

Aah ha ha hah aah haah
Aah ha ha hah aah haah
Aah ha ha

Na jaane koyi
Kaisi hain yeh zindagani, zindagani
Hamari adhuri kahaani
Na jaane koyi
Kaisi hain yeh zindagani, zindagani
Hamari adhuri kahaani

Aadhi aadhi jaagi
Aadhi aadhi soyi
Aankhein yeh teri toh lagta hai royi
Lekar ke naam hamara

Aah ha ha hah aah haah
Aah ha ha hah aah haah
Aah ha ha

Rootha rootha Rab
Chhuta chhuta sab
Toota toota dil tere bina ab
Kaise ho jeena ganwara?

Aah ha ha hah aah haah
Aah ha ha hah aah haah
Aah ha ha

Na jaane koyi
Kaisi hain yeh zindagani, zindagani
Hamari adhuri kahaani
Na jaane koyi
Kaisi hain yeh zindagani, zindagani
Hamari adhuri kahaani

Bheegi bheegi si hain
Raatein bheegi bheegi
Yaadein bheegi bheegi
Baatein bheegi bheegi
Aankhon mein kaisi nami hain

Aah ha ha hah aah haah
Aah ha ha hah aah haah
Aah ha ha hah

Na jaane koyi
Kaisi hain yeh zindagani, zindagani
Hamari adhuri kahaani
Na jaane koyi
Na jaane koyi
Hamari adhuri kahaani
Na jaane koyi
Kaisi hain yeh zindagani
Hamari adhuri kahaani
Na na na na na na na na na naah
Yeeh yeeh yeeh yeeh yeeh yeeh yeeh yeeh

Hamari adhuri kahaani
Bu şarkı sözü 675 kere okundu.