Shreya Ghoshal - Sunn Raha Hai - Rozana Şarkı Sözleri

Rozana...

Manzilein ruswa hain
Khoya hai raasta
Aaye le jaaye
Itni si iltejaa
Ye meri zamanat hai
Tu meri amaanat hai

Hawaon ki tarah
Mujhe chhu ke tu guzar

Tere hathon ki taraf
Mere hathon ka safar

Yaara...

Waqt bhi thehara hai
Kaise kyun ye huaa
Kaash tu aise aaye
Jaise koi duaa

Rozana main sochun yehi
Ke jee lungi main be-saans bhi
Aise hi tu mujhe milta rahe agar
Rozana, rozana

Tere hathon ki taraf
Mere hathon ka safar

(Sunn raha hai na tu)
Yaaraa
(Ro rahi hu main)
Yaaraa
(Sunn raha hai na tu)
Rozaana...

Yaara... yaara...

Apne karam ki kar adaayein
Kar de idhar bhi tu nigaahein

Sunn raha hai na tu
Bu şarkı sözü 559 kere okundu.