Udit Narayan - Dil Leke Şarkı Sözleri

Dil leke. haan
jaan leke. haan
teri gali mein

main aa gaya
Dil leke. haan
jaan leke. haan
teri gali mein
main aa gaya
Aaja agar tujhe aana hai (aana hai)
vaapas mujhe nahi jaana hai (jaana hai)
Mushkil yeh vaada nibhaana hai...
yeh soch le saathiya

Haal aisa rahega agar
hum toh dewaane ho jaayege
Haal aisa rahega agar

hum toh dewaane ho jaayege
Humko dhundhegi duniya kaha
ek duje mein kho jaayenge

Bas jo kehna tha keh liya

Bas jo sunna tha sun liya
Aaja agar tujhe aana hai
Waapas mujhe nahi jaana hai
Mushkil yeh waada nivaana hai
yeh soch le saathiya
Dil leke. haan
jaan leke. haan
teri gali mein
main aa gaya
Mera aachal jara thaam le
apna saajan banalu tujhe
Ha Mera aachal jara thaam le
apna saajan banalu tujhe
Baith jaa tu mere saamne
Apne dil mein basa lu tujhe
Aaj hi sab kuch kar liya
Ji liya maine mar liya
Aaja agar tujhe aana hai
Waapas mujhe nahi jaana hai
Mushkil yeh waada nivaana hai
yeh soch le saathiya
Dil leke. haan
jaan leke. haan
teri gali mein
main aa gaya
Bu şarkı sözü 299 kere okundu.