Alka Yagnik - Paas Bulati Hai Itna Rulati Hai Şarkı Sözleri

maa o maa, maa o maa, maa o maa, maa o maa

pas bulati hai kitna rulati hai

pas bulati hai kitna rulati hai
yaad tumhari jab jab mujhko aati hai, aati hai

pas bulati hai kitna rulati hai
pas bulati hai kitna rulati hai
yaad tumhari jab jab mujhko aati hai, aati hai

jinke sar pe mamta ki duayeh hai
kismat wale wo hai jinki mayeh hai
jinke sar pe mamta ki duayeh hai
kismat wale wo hai jinki mayeh hai
jism toh hota hai par ja nahi hoti
unse pucho jinki maa nahi hoti
lori sunati hai chupke sulati hai
lori sunati hai chupke sulati hai
yaad tumhari jab jab mujhko aati hai, aati hai

aaja sine se tujhko laga lu mai
chir ke dil ko dhadkan mein chupa lu mai
aaja sine se tujhko laga lu mai
chir ke dil ko dhadkan mein chupa lu mai
sawan ban ban ke meri aankhe barsi hai
tere liye kitna yeh pal pal tarsi hai
kitna satati hai jan yeh jati hai
kitna satati hai jan yeh jati hai
yaad tumhari jab jab mujhko aati hai, aati hai
Bu şarkı sözü 616 kere okundu.